Aasman Bhi Haarta Hai
Zameen Pe Wakt Guzartha Hai
Phir Se Unjaiyon Ki Chah Mein
Zindagi Jo Toot Ti Hai
Neenth Saari Roothty Hai
Honsla Mil Hi Jaatha Hai Rah Mein
Phir Udega Dil Unn Udano Mein
Phir Ladega Dil Do Jahano Se
Jeetney Ke Liye Oh
Jeetney Ke Liye
Jeetney Ke Liye
Kehtey Hain Yeh Iraade Sabhi
Toota Hoon Main Bikhra Nahi
Doop Mein Jo Pighal Jaaye
Main Woh Barff Ka Tukda Nahi
Na Darega Dil Inn Tufaano Se
Phir Ladega Dil Do Jahano Se
Jeetney Ke Liye Oh
Jeetney Ke Liye
Jeetney Ke Liye
Din Mein Dekhi Raathe Kayi
Hone Lagi Subah Nayi
Antheron Ki Dararon Se Ab
Dikhey Lagi Hai Roshni
Na Darega Dil Imtihano Se
Phir Ladega Dil Do Jahano Se
Jeetney Ke Liye Oh
Jeetney Ke Liye
Jeetney Ke Liye
Share your thoughts